Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Adhoori Kahaani || love shayari || nazar shayari
Dil to yu hi badnaam hai janaab
Mohabbat to in aankho ki naadani hai.
Ye to nazre milane se nazre churaane tak ka safar hai
Do chahne walo ki ye adhoori kahani hai… 🥀
दिल तो यूँ ही बदनाम हैं जनाब
मोहब्बत तो इन आँखों की नादानी हैं
ये तो नज़रें मिलाने से नज़रें चुराने तक का सफ़र हैं
दो चाहने वालों की ये अधूरी कहानी हैं!! 🥀
Title: Adhoori Kahaani || love shayari || nazar shayari
Sher-e-Dard
Apni Neend Ka Har Hissa Uske Naam Khaab Kardiya,
Phir Usi Ne Mera Aaram Azaab Kardiya.
Ye Majnu Wale Baal , Ye Muddato Se Na Ayi Huee Neend,
Yaar Ali Ishq Ne To Sara Kaam Kharab Kardiya.
