Skip to content

True love shayari but Bewas || Hakim na labhe

Hakim na labhe mainu koi aisa, jo kare ilaaz is fatt da
fatt lawaae asin aise dunghe ishq de, na zind katdi, na din
tainu kinjh samjawaan main
tere bin ik pal v ni katda

ਹਕੀਮ ਨਾ ਲੱਬੇ ਮੈਨੂੰ ਕੋਈ ਐਸਾ, ਜੋ ਕਰੇ ਇਲਾਜ਼ ਇਸ ਫੱਟ ਦਾ
ਫੱਟ ਲਾਵਾਏ ਅਸੀਂ ਐਸੇ ਡੂੰਘੇ ਇਸ਼ਕ ਦੇ, ਨਾ ਜ਼ਿੰਦ ਕੱਟਦੀ, ਨਾ ਦਿਨ
ਤੈਨੂੰ ਕਿੰਝ ਸਮਝਾਵਾਂ ਮੈ
ਤੇਰੇ ਬਿਨ ਇਕ ਪਲ ਵੀ ਨੀ ਕੱਟਦਾ

Title: True love shayari but Bewas || Hakim na labhe

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Lehron se ladne ka hunar || two line Hindi shayari

Lehron se ladne ke hunar se hum bhi wakif the,
Bas ab samandar raas nhi aata…🙃

लहरों से लड़ने के हुनर से हम भी वाकिफ थे,
बस अब समंदर रास नहीं आता…🙃

Title: Lehron se ladne ka hunar || two line Hindi shayari


ghayal to the tumhe dekhkar || hindi shayari

Chal rahe the jab tum rasto par
Khushboo jese mehak rahi thi..
Jis jis ne bhi tumhe dekha
Unki dhadkane dehak rahi thi
Palatkar dekha jab tumne
Dhup mein jese badli aa gyi
Paas aaye jab tum mere
Ik shayar ke pass jese mehfil aa gayi
Arre, mehfil to aashiqo ki hi thi
Is aashiqana manzar ki kya zaroorat
Haan ghayal to the hi tumhe dekhkar
Batao tumhe khanzar rakhne ki kya zaroorat 🙃

चल रहे थे जब तुम रास्तों पर,
खुशबू, जैसे महक रही थी…
जिस जिस ने भी तुम्हें देखा,
उनकी धड़कने दहक रही थी…
पलटकर देखा जब तुमने,
धूप में जैसे बदली आ गई…
पास आए जब तुम मेरे,
इक शायर के पास जैसे महफिल आ गई…
अरे, महफिल तो आशिकों की ही थी,
इस आशिकाना मन्ज़र कि क्या जरूरत…
हाँ, घायल तो थे ही तुम्हें देखकर,
बताओ तुम्हें खंजर रखने की क्या जरूरत…🙃

Title: ghayal to the tumhe dekhkar || hindi shayari