Skip to content

True love shayari || ghaint Punjabi status

Akhiyan ne poojeya tenu saahan leya tera naa
Tere bina mein kuj vi nhi tu hai taan mein haan❤️..!!

ਅੱਖੀਆਂ ਨੇ ਪੂਜਿਆ ਤੈਨੂੰ ਸਾਹਾਂ ਲਿਆ ਤੇਰਾ ਨਾਂ
ਤੇਰੇ ਬਿਨਾਂ ਮੈਂ ਕੁਝ ਵੀ ਨਹੀਂ ਤੂੰ ਹੈ ਤਾਂ ਮੈਂ ਹਾਂ❤️..!! 

Title: True love shayari || ghaint Punjabi status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Andhere ki duniya || dard shayari hindi sad

Aksar log andhere ko apni duniya maan lete hain

Kadwi sachhai ko jhel nahi paate hain

Ujjale ki roshni uski andhere ki duniya ko nigal leti hai

Uski iss jhuti Jahan ki badal dati hai

Andhere ki duniya bhale hi jhuti ho sukun ke do pal deta hai

Ujjali Kiran aane waale sach ka kal deta hai

Kya kare yeh dil sach maanta hi nahi

Dhoke kaa maara hai,yakeen karna isko aata nahi

Title: Andhere ki duniya || dard shayari hindi sad


Hamsafar chahiye || hindi shayari || two line shayari

Zindagi ke safar mein ek humsafar chahiye
Kabhi humein shodkar na jaye je waada chahiye…❤

जिंदगी के सफर में एक हमसफर चाहीये
कभी हमें छोडकर न जाए उनसे ये वादा चाहीये….❤

Title: Hamsafar chahiye || hindi shayari || two line shayari