Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Kalam e Takat || Punjabi Ghaint shayari
Utha rahe hai bojh jo dard-e fidrat ka
ek din ho jayege rukhsat-e wazaad
kyu na kar jaye halat-e byaan zindagi
ek naye nazariye kalam-e faisle se
Na ho maloom to waadiyaa-e gulshan se
kal le kujh sawaal-e kyamat hazoor
mil jayega har jawab-e dastoor faisla
jo ho teri kismat ka jawa-e khuda kabool
ਉਠਾ ਰਹੇ ਹੈ ਬੋਝ ਜੋ ਦਰਦ-ਏ ਫਿਦਰਤ ਕਾ,
ਏਕ ਦਿਨ ਹੋ ਜਾਏਂ ਗੇ ਰੁਖ਼ਸਤ -ਏ ਵਜੂਦ
ਕਿਉਂ ਨਾ ਕਰ ਜਾਏ ਹਾਲਾਤ-ਏ ਬਿਆਂ ਜ਼ਿੰਦਗੀ
ਏਕ ਨਏ ਨਜ਼ਰੀਆ ਕਲਮ-ਏ ਫੈਸਲੇ ਸੇ
ਨਾ ਹੋ ਮਾਲੂਮ ਤੋ ਵਾਦੀਆ-ਏ ਗੁਲਸ਼ਨ ਸੇ
ਕਰ ਲੇ ਕੁਝ ਸਵਾਲ-ਏ ਕਿਆਮਤ ਹਜੂਰ
ਮਿਲ ਜਾਏ ਗਾ ਹਰ ਜਵਾਬ-ਏ ਦਸਤੂਰ ਫੈਸਲਾ
ਜੋ ਹੋ ਤੇਰੀ ਕਿਸਮਤ ਕਾ ਜਵਾਬ-ਏ ਖੁਦਾ ਕਬੂਲ✍️ ਰਣਜੋਧ ਸਿੰਘ
Title: Kalam e Takat || Punjabi Ghaint shayari
Tum ab Hamare nahi rahe || hindi shayari || sad in love || sad shayari || true shayari
Haan sach hai ye ||hindi shayari ||sad
Haan sach hai ye tume ab koi farak nahi padta
Sach hai ye k ab jeene k sahare nahi rahe..!!
Sach hai ye k tume ab pyar Na raha humse..
Shayad sach hai ye k tum ab Hamare nahi rahe..!!
हाँ सच्च है ये की तुम्हे अब कोई फ़र्क नहीं पड़ता..
सच्च है ये की अब जीने के सहारे नहीं रहे..!!
सच्च है ये तुम्हे अब प्यार न रहा हमसे
शायद सच्च है ये के तुम अब हमारे नहीं रहे..!!
