Skip to content

Truth of life

Aasmaan ko chookar to dekh jameen par lane ke liye log hai na 

Khud se pyaar jtaa kar to dekh nafrat jtaane ke liye log hai na 

Ek baar itihaas bnaa kar to dekh bate bnane ke liye log hai 

Manzil apni paa kar to dekh taliyaa bajaane ke liye log hai na ❤️‍🔥 

आसमां को छू कर तो देख जमीं पर लाने के लिए लोग हैं ना 

खुद से प्यार जता कर तो देख नफरत जताने के लिए लोग हैं ना 

एक बार इतिहास बना कर तो देख बातें बनाने के लिए लोग हैं ना 

मंज़िल अपनी पा कर तो देख तालिया बजाने के लिए लोग हैं ना ❤️‍🔥 

Title: Truth of life

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Wo Raate hasin thi || love shayari

Hasin thi wo raate jis raat ko tum aaye the.

Meri khwabon ki seher mein besumar khushiyan laye the.

Milna chahunga fir se unhi khwabon ki seher mein.

Jahan mohabbat ke rang humne saath milke sajaaye the.

Title: Wo Raate hasin thi || love shayari


गुमनाम सी ज़िन्दगी