Skip to content

Tu (तू ) || Mohobaat shayari hindi

Tu mohobaat si hai
Tu jannat bi hai
Tu ebadaat si hai
Tu meri mannat bi hai
Tu ek geet si hai
Tu ek dil ki reet si hai
Tu woh jo smji na ja ske
Tu woh jo payi na ja ske
Tu to anmol hai kyuki tu to sirf tuhi hai
❤❤ Arsh Dhillon

Title: Tu (तू ) || Mohobaat shayari hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tere jaisa yaar khan || true lines || dosti shayari

In this world when everyone says 
“Dost dost na rha”
You made me believe
” Tere jaisa yaar khaan “💙

Title: Tere jaisa yaar khan || true lines || dosti shayari


Sukun kaha hai ab || hindi shayari || zindagi shayari

Sukun kaha hai ab aisi aab-o-hawa mein
Chal rahi hai zindagi apni apni wafa mein
Tu wafadar bhi hai aur adakaar bhi e zindagi
Jaan chuka hu tere kirdaar, mein pehli hi dafa mein…💯🍂

सुकूं कहां है अब ऐसी आब-ओ-हवा में,
चल रही है जिंदगी अपनी, अपनी वफा में,
तू वफादार भी है और अदाकार भी ए-जिंदगी,
जान चुका हूं तेरे किरदार, मैं पहली ही दफा में…💯🍂

Title: Sukun kaha hai ab || hindi shayari || zindagi shayari