Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Bewafa hindi shayari || sad shayari
Ikk bewafa ke zakhmo mein marham lgane gye hum
Marham ki kasam marham Na Mila
Marham ki jgah mar gye hum💔
इक बेवफा के ज़ख्मों में मरहम लगाने हम गए
मरहम की कसम मरहम न मिला
मरहम की जगह मर गए हम 💔
Title: Bewafa hindi shayari || sad shayari
Apna Waqt Barbaad Karte Hain || waqt shayari hindi
Aksar Hum Apni Raat Yun Barbaad Karte Hain
Baith Ke Kisi Kone Me Unko Yaad Karte Hain
Unke Wapis Aane Ki Ummid Toh Chhod Di Kab Ki
Phir Bhi Na Jane Kyu Hum Apna Waqt Barbaad Karte Hain

