
Tere bina mein kuj vi nhi tu hai taan mein haan..!!
Enjoy Every Movement of life!

Vajah dhundni hai to muskurane ki dhundo udaasi to bas samay gvane ka ek tareeka hai
वजह ढूंढनी है तो मुस्कुराने की ढूंढो उदासी तो बस समय गवाने का एक तरीका है
raaton me abb use wo baat nahi hoti
ab pehle jaise har ravivar mulaqat nahi hoti
har baar bichdane ka reason bewafai nahi hoti
uski maa ne mana kardiya shadi se
kehkar
hamari our tumari barabari nahi hoti