Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Pyaar vyar bekar hai
Chor kar aya parivar aur yaar ko
Reh rha hu akela paane pyaar ko
Fir Pyaar ney bhi muhh mor liya
Humne bhi apna dil torr liya
Ab wapas mur nahe sakte
Aur kisi ke ho nahe sakte
Toh kaise btau dil ka ye haal mai
Yaron karke baitha hu haal apna behal mai
Title: Pyaar vyar bekar hai
Haseen pal || yaad shayari || hindi shayari
Un haseen palo ko yaad kar rhay the,🥰
aasmaan se tumhari baat kar rhay the ❤️
sukoon mila sunkar hume 😇
jab hawao ne btaya tum bhi hame yaad kar rhay the😍

