Skip to content

True-love-punjabi-shayari-images

  • by

Title: True-love-punjabi-shayari-images

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ye dil to pagal hai || love hindi shayari

Jab pukarna ho use to mera naam bhul jata hai
Use ishq to aata hai par karna bhul jata hai
Aur unse keh do yun muskura kar na dekhe mujhe
Ye dil to pagal hai dhadkana bhul jata hai❤️…!!!

जब पुकारना हो उसे तो मेरा नाम भूल जाता है,
उसे इश्क तो आता पर करना भूल जाता है…!!
और उनसे कह दो यू मुस्कुराकर ना देखें मुझे,
यह दिल तो पागल है धड़कना भूल जाता है❤️…!!!

Title: Ye dil to pagal hai || love hindi shayari


Two line shayari || hindi shayari

ilm ki ibteda hai dhama
ilm ki inteha hai khamoshi🍂

इल्म की इब्तेदा है धमाका
इल्म की इंतेहा है खामोशी🍂

Title: Two line shayari || hindi shayari