Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Yeh Tarkeeb Nikaali Hai || tarkeeb status
Zinda Rahane Ki Ab Yeh Tarkeeb Nikaali Hai,
Zinda Hone Ki Khabar Sab Se Chhupa Li Hai.
ज़िंदा रहने की अब ये तरकीब निकाली है,
ज़िंदा होने की खबर सब से छुपा ली है।
Title: Yeh Tarkeeb Nikaali Hai || tarkeeb status
Mohobbat || sad but true || hindi shayari
Yakeen sa ho gya hai un logo par jo kehte the!!
Mohbbat nayi ho toh khushiya deti hai purani ho toh dukh💔
यकीन सा हो गया है उन लोगों पर जो कहते थे..
मोहोब्बत नई हो तो खुशियाँ देती है पुरानी हो तो दुख💔
