Ab tere bin kat taa nhi wakt hai.
Tu laakho ki tamana par Meri haqiqt hai.❤️
Ab tere bin kat taa nhi wakt hai.
Tu laakho ki tamana par Meri haqiqt hai.❤️
Na dwa se na daru se, mera zakham ab bhar sakta hai..
Koi vaid na koi kaadha, mujhe ab thik kar sakta hai..
Mein ishq bimari ki ek aisi had par hoon dosto..
Ke is bimari mein dooba hua, ye jisam ab sirf mar sakta hai..🙃❤️
ना दवा से ना दारू से, मेरा ज़ख्म अब भर सकता है..
कोई वैद ना कोई काढा, मुझे अब ठीक कर सकता है..
मैं इश्क बिमारी की एक ऐसी हद पर हूं दोस्तों..
के इस बीमारी में डूबा हुआ, ये जिस्म अब सिर्फ मर सकता है🙃❤️
Isqh mein Deewangi kuch Is tarha Chadh gayi hai….
Ki So toh Khwaab unke or Jaago toh khayal unke….