Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Waqt aage nikal gya || sad but true || sad hindi shayari
Kuch is kadar peechhe reh gayi hu zindagi ke is safar me ki
Waqt aage badh gaya hai or log bhi…
कुछ इस कदर पीछे रह गई हूँ ज़िन्दगी के इस सफ़र में कि
वक़्त आगे बढ़ गया हैं और लोग भी।।
Title: Waqt aage nikal gya || sad but true || sad hindi shayari
Two line hindi shayari || zindagi shayari
Zindagi ek aayine ki tarah hoti hai jab ham muskurate hai tab zindagi bhi muskurtee hai 😊
Maine apni zindagi se ye sabk sikha hai
jo tumhe na smjhe use nazarandaaj krdo🙌
Main zindagi se jaayda khawahish nahi rkhti
bas Mera agla kadam pehle se behtreen ho 😊
