Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tumhaare liye || hindi shayari
Bas ek tujhse hi dil lagana hai
Phir bs tere pyarr me kho Jana h
Dil to mein lga lu yaar
Par muskil to tmhe pana h
Aawra nahi phirtha m Tera Yar Dil wala h
Kbhi koi puche toh kehna Haan wo mera chahane wala hai
Title: Tumhaare liye || hindi shayari
Mohobbat unse kaisi || true love shayari || hindi shayari
Mohobbat unse kesi hai na puchiye janab
Vo samne bhi nahi aate fir bhi deedar ho jata hai..!!
मोहोब्बत उनसे कैसी है ना पूछिए जनाब
वो सामने भी नहीं आते फ़िर भी दीदार हो जाता है..!!




