Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Toote khawaab ki tasveer || Sad Lines
Toote khuwaab ki tasveer kab poori hoti hai
Chand aur taaro ke beech bhi doori hoti hai
Deena toh uppar wala hame sab kuch chahata hai
Par uski bhi kuch majboori hoti hai
Title: Toote khawaab ki tasveer || Sad Lines
dosti ki mehek || hindi shayari || dosti shayari
Dosti ki mehak ishq se kum nhi hoti ✌
Ishq par zindagi khatam nhi hoti 🙌
Saath ho zindagi mein agar ache dosto ka 🤗
Zindagi bhi kissi jannat se kum nhi hoti😍
दोस्ती की महक इश्क से कम नहीं होती ✌
इश्क पर ज़िन्दगी खत्म नहीं होती 🙌
साथ हो ज़िन्दगी में अगर अच्छे दोस्तों का 🤗
ज़िन्दगी भी किसी जन्न्त से कम नहीं होती 😍
