
Asi kehnde haan..
Haan ! Tu ajj vi yaad e sanu..!!
Enjoy Every Movement of life!

Zindagi me kabhi kabhi waqt aisa bhi aata hai gam ko apne andar chupa kar bahar insaan muskurata hai 🙂
ज़िंदगी में कभी कभी वक़्त ऐसा भी आता है गम को अपने अंदर छुपा कर बाहर इंसान मुस्कुराता है 🥲
Kahin Behtar Hai Teri Amiri Se Muflisi Meri
Chand Sikkon Ke Liye Tune Kya Nahi Khoya Hai
Mana Nahin Hai Makhmal Ka Bichhona Mere Paas
Par Tu Ye Bata Kitni Rate Chain Se Soya Hai…🥺