Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Udne ki khwahish || Hindi shayari
Vo daur gaya janab
Jab hum titliyon ke piche Bhaga karte the
Upar udne ki khwahish hai
Sabhi pankh tarashne mein lage hain..✨
वो दौर गया जनाब,
जब हम तितलियों के पीछे भागा करते थे,
ऊपर उड़ने की ख़्वाहिश है
सभी पंख तराशने में लगे हैं… ✨
Title: Udne ki khwahish || Hindi shayari
Jab bhi peeche dekhoge || Hindi shayari
Shayad salo sal tum smay laga do,
Kisi ke intezaar main zindagi bita do,
Magar jab bhi thak haar ke piche dekhoge,
Tab bhi Hme apne intezaar main hi tadapta dekhoge.🍂

