Skip to content

Tujhe taqdeer badalni hogi || 2 lines shayari on taqdeer

me tere naseeb ki barish nahi jo tijhpe baras jaau
tujhe takdeer badalni hogi paane ke liye

मैं तेरे नसीब कि बारिश नहीं जो तुझपे बरस जाऊं,,,😌
तुझे तक़दीर बदलनी होगी मुझे पाने के लिए!!!…..😉😉😉

Title: Tujhe taqdeer badalni hogi || 2 lines shayari on taqdeer

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dil jakhmi

Dil jakhmi h …jakham mila kisi apne se h!!

Saza bina gunah ki h..saza Dene wala hi asli guneghar h!!

Baat bs waqt ki h…tu Aaj krke har sitam ..kl ka intzar hume bhi h..

Aankho se aansu na nikl jaye toh humara naam badal dena..

Hum tujhe itna yaad aayenge..

Pr frbhi tere paas na aayenge..

Jaa tujhe aazad kiya …Har dua me tera naam liye jayenge..

Title: Dil jakhmi


Humsafar di kadar || punjabi shayari

Punjabi shayari || humsafar shayari || ghaint status on pyar