Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mohabbat || hindi shayari || urdu shayari
Mohobbat mein wafa hoti hai wazu ki trah,
Bina wazu ke toh namaz bhi qubool nahi hoti❣️
मोहोब्बत में वफ़ा होती है वज़ू की तरह
बिना वजह के तो नामज़ भी कबूल नही होती❣️
Title: Mohabbat || hindi shayari || urdu shayari
Taash ki baazi || 2 lines shayari on life hindi
Taash ki baazi si hai zindagi
kabhi khusi tere haath to kabhi mere hath
ताश की बाजी सी है ज़िन्दगी
कभी खुशी तेरे हाथ तो कभी मेरे हाथ..
हर्ष✍️



