Skip to content

Tumhe duniya bhool sakti hai hum nahi || hindi shayari

Patte gir sakte hai par ped nhi
Suraj doob sakta hai par aasmaan nhi
Dharti sukh sakti hai pr sagar nhi
Tumhe duniya bhool skti hai par hum nhi✌

पत्ते गिर सकते है पर पेड़ नहीं,
सूरज डूब सकता है पर आसमान नहीं,
धरती सुख सकती है पर सागर नहीं,
तुम्हे दुनिया भूल सकती है पर हम नहीं✌

Title: Tumhe duniya bhool sakti hai hum nahi || hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mohobbat Karte Rahege

Apko Chahne Se Bada Koi Kaam Nahi

Dil Apko Diya Hai Ye Apke Liye Koi Sogat Nahi

Chahte Bahut The Izhar Na Karna

Par Aap Ki Bekhudi Ke Aage Majbur Ho Baithe

Karke Izhar Jana Humne

Dil-e-Aalam Jo Sunaya Humne

Dil Khush Hua

Dil Ka Bhojh Thoda Kam Hua

Wo Chahe Faisla Mere Hak Mai Na Le

Par

Mohobbat Phir Bhi Hum Unse

Mohobbat Karte Rahege

Title: Mohobbat Karte Rahege


Koi farak nahi painda 💔 || sad but true shayari || heart broken shayari

Haan pathar dil haan mein
Te menu koi farak nahi painda🙏..!!

ਹਾਂ ਪੱਥਰ ਦਿਲ ਹਾਂ ਮੈਂ
ਤੇ ਮੈਨੂੰ ਕੋਈ ਫ਼ਰਕ ਨਹੀਂ ਪੈਂਦਾ🙏..!!

Title: Koi farak nahi painda 💔 || sad but true shayari || heart broken shayari