main har bar tumhe hi chahunga
Chahe uske liye ye smaajh main rehne bale logh
mujhe jaan se hi kyun na marde
mghar ye dil phir bhi har janm main tumhe hi chahega
main har bar tumhe hi chahunga
Chahe uske liye ye smaajh main rehne bale logh
mujhe jaan se hi kyun na marde
mghar ye dil phir bhi har janm main tumhe hi chahega
Zid to motiyon ki hoti hai bikhar jane ki
Humne to dhage mein apne mohobbat piroya hai…❣️
ज़िद तो मोतियों की होती है बिखर जाने की
हमने तो धागे में अपने मोहब्बत पिरोया है…❣️
Auron ko dekhte the vo khuleaam bich bazar mein
Na Jane humein chupke se dekhna unhe kyu aschaa lgta tha..!!
औरों को देखते थे वो खुलेआम बीच बाज़ार में
न जाने हमें चुपके से देखना उन्हें क्यों अच्छा लगता था..!!