Tumhari mohabbat mera deen
Tumhari chahat mera iman hogyi,
Tumhara naam mera kalma
Tumhe pana meri ibadat hogyi
Tumhari mohabbat mera deen
Tumhari chahat mera iman hogyi,
Tumhara naam mera kalma
Tumhe pana meri ibadat hogyi
Kuch galtiyan bhut der mein samjh aayi humein
Teri keemat tere baad samjh aayi humein
Ab piche mudta hu to sab khaakh dikhayi deta hai
Ghar ki keemat jal jane ke baad samjh aayi humein💔
कुछ गलतियां बोहोत देर मे समझ आई हमे
तेरी कीमत तेरे बाद समझ आई हमे
अब पीछे मुड़ता हु तो सब खाख दिखाई देता है
घर की कीमत जल जाने के बाद समझ आई हमे💔
Aaj bahut din baad likh rahe the hum shayari
Ki
Aaj bahut din baad likh rahe the hum shayari
Do chaar shabdh hi likhe the humne ki yaad aa gae teri phir dekhte hi dekhte humne bhi bhar daali kitaab hi sari