Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Kuch Bhool Gaye Apne…. || 2 lines hindi shayari
Kuch Haar Gayi Taqdeer, Kuch Toot Gaye Sapne,
Kuch Gairon Ne Kiya Barbaad Kuch Bhool Gaye Apne
Title: Kuch Bhool Gaye Apne…. || 2 lines hindi shayari
Zindagi || hindi shayari || two line shayari
Kehne ko chal rahi hai saansein magar,
zindagi hum khwabon mein jiya karte hai.❣️
कहने को चल रही है सांसें मगर
ज़िन्दगी हम ख्वाबों में जीया करते हैं ❣️
