Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
woh bhi behra ho gya || hindi 2 lines shayari dard
Ham madad ke liye roye aur roye
aur… veh vyakti bhi behra ho gya
हम मदद के लिए रोए और रोए
और… वह व्यक्ति भी बहरा हो गया
Title: woh bhi behra ho gya || hindi 2 lines shayari dard
Nyi mohobbat || Hindi shayari || mohobbat shayari
Mein tujhe kho dene ke khayal se bhi dar jata hu 🙈
Aur ek tu hai ke mzak mein bhi bichad jane ki baat karti hai 😑
Abhi to nyi mohobbat hai hmari sambhal lo ❤
Tu abhi se dil tod jane ki baat karti hai 😞
मै तुझे खो देने के ख़्याल से भी डर जाता हू🙈
और एक तू है कि मजाक में बिछड जाने की बात करती है😑
अभी तो नई मोहबत है हमारी संभाल लो❤
तू अभी से दिल तोड़ जाने की बात करती है😞

