Chah k v ni kr skda, koi aisi baat likha,
Jide krke tuttya mai, oh tuttya jazbaat likha
Chah k v ni kr skda, koi aisi baat likha,
Jide krke tuttya mai, oh tuttya jazbaat likha
Samandar ke beech le jakar fareb karne ki zaroorat kya thi..
Tum kehte to kinare par hi doob jate hum 🙃….!!
समंदर के बीच ले जाकर फ़रेब करने की जरूरत क्या थी..
तुम कहते तो किनारे पर ही डूब जाते हम🙃….!!
Kayi chand dekhe hain kayi sitare dekhe hain
Lehron se bheege samandar ke kayi kinare dekhe hain
Aansuon mein behkar ishq sametne ka waqt bhi aaya
Mene barish mein bheege dilon ke jalte kayi nazare dekhe hain…🔥🙃
कई चाँद देखे हैं कई सितारे देखे हैं,
लहरों से भीगे समंदर के कई किनारे देखे हैं,
आँसुओ में बहकर इश्क समेटने का वक्त भी आया,
मैंने बारिश में भीगे दिलो के जलते कई नज़ारे देखे हैं…🔥🙃