Skip to content

khuda-da-apnaya-love-true-lines

  • by

Title: khuda-da-apnaya-love-true-lines

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Sab dard kaam mein aaye hain || sad hindi shayari

Maamle hatash karne wale, kayi samne aaye hain..
Koi na bola ke hum tera, hath thamne aaye hain..
Akele hi ladha har mushkil se, kayi zakham bhi humne khaye hain..
Mein jeet ke hara, fir haar ke jeeta, sab dard kaam mein aaye hain..🙃

मामले हताश करने वाले, कई सामने आए हैं..
कोई ना बोला के हम तेरा, हाथ थामने आए हैं..
अकेले ही लडा हर मुश्किल से, कई ज़ख्म भी हमने खाए हैं..
मैं जीत के हारा, फिर हार के जीता, सब दर्द काम में आए हैं..🙃

Title: Sab dard kaam mein aaye hain || sad hindi shayari


Kya tareef karu unki || hindi 2 lines sad shayari

Kya tareef kare ham unki
woh muskuraa kar zindagiaa barbaad karte hai

ਕਯਾ ਤਾਰਿਫ‌ ਕਰੇਂ ਹਮ ਉਨਕੀ
ਵੋ ਮੁਸਕੁਰਾ ਕਰ ਜ਼ਿੰਦਗੀਆਂ ਬਰਬਾਦ ਕਰਤੇ ਹੈਂ

क्या तारीफ करें हम उनकी
वोह मुस्कुरा कर जिन्दगी आ बर्बाद करते हैं

—ਗੁਰੂ ਗਾਬਾ 🌷

Title: Kya tareef karu unki || hindi 2 lines sad shayari