Skip to content

Two line shayari || ishq shayari

Ishq taan oh e Jo door reh ke v kita jaye
Jo kol e us nu taan har koi chah lainda e..!!✌

ਇਸ਼ਕ ਤਾਂ ਉਹ ਏ ਜੋ ਦੂਰ ਰਹਿ ਕੇ ਵੀ ਕੀਤਾ ਜਾਏ
ਜੋ ਕੋਲ ਏ ਉਸ ਨੂੰ ਤਾਂ ਹਰ ਕੋਈ ਚਾਹ ਲੈਂਦਾ ਏ..!!✌

Title: Two line shayari || ishq shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dekh Lena hzaro Dilon ko frol kr

Dekh Lena hzaro Dilon ko frol kr..
Tume tumare dil se sbi anjane milenge
Agr dhundna ho apne kabil koi to…
Gaur se dekhna…tume tumare liye…
Ek hm hi pagl deewane milenge

Title: Dekh Lena hzaro Dilon ko frol kr


Bhool gaye tum hume || hindi shayari best

Bhool gaye tum Hume jaise kabhi kuchh tha hi nahi..

Vo jo sawera tere saath tha , pure din Tera ehsaas tha raat me tere hi khwaab the , khwaabo me naya sa jahaan tha 

Kuchh baatein thi baaton me sapne the ..sapne me hum or hum me tum

Bhool gaye tum hume bach gaye mehez gam 

Bhool gaye tum Hume jaise kabhi kuchh tha hi nahi , vo jo hamara saath tha ek khubsurat sa ehsaas tha haathon me haath tha b

Khair chhodo bhool gaye tum Hume jaise kabhi kuchh tha hi nahi ……

Title: Bhool gaye tum hume || hindi shayari best