Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Bahut Mahir tha main
Bahut mahir tha main khud aur khud ke rishton ko samhalne mein,
Lekin ek waqt aya jahan na main khud ko samhal paya aur na khud ke rishton ko…
Title: Bahut Mahir tha main
Matlabi duniya || sad but true line hindi shayari
Na koi manjil bachi hai ,
na koi Sahara bacha hai
Is matlabi duniya mai ,
ab kon hamara bacha hai..??🙃💔
न कोई मन्ज़िल बची है
न कोई सहारा बचा है
इस मतलबी दुनिया में
अब कौन हमारा बचा है..??🙃💔
