Umar kaid tere dil ki || hindi shayari on love was last modified: June 6th, 2023 by Kanchan Chaudhary
Enjoy Every Movement of life!
Aaj wo rasta v khushnuma sa lag raha h,
Jo har roj subah sham virana sa lagta tha🍂
Karlo ibadat bhi is waqt se,
Ke laut aaye bachpan ek baar fir
Jab rukte nahi the pair khuwabon ke piche se
Daudti rahe ye dhadkan ek bar fir…❤️
करलो इबादत भी इस वक्त से,
के लौट आए बचपन एक बार फिर…
जब रुकते नहीं थे पैर ख्वाबों के पीछे से,
दौड़ती रहे ये धड़कन एक बार फिर…❤️
