Skip to content

Umeed na rakh || true line shayari || Punjabi status

Ikk ohi e tera bhrosa rabb te rakh
Es jag val jaan ton khud nu le rok..!!
Umeed na rakh eh kam nahi aune
Khudgarz duniyan de khudgarz lok..!!

ਇੱਕ ਉਹੀ ਏ ਤੇਰਾ ਭਰੋਸਾ ਰੱਬ ਤੇ ਰੱਖ
ਇਸ ਜੱਗ ਵੱਲ ਜਾਣ ਤੋਂ ਖੁਦ ਨੂੰ ਲੈ ਰੋਕ..!!
ਉਮੀਦ ਨਾ ਰੱਖ ਇਹ ਕੰਮ ਨਹੀਂ ਆਉਣੇ
ਖ਼ੁਦਗਰਜ਼ ਦੁਨੀਆਂ ਦੇ ਖ਼ੁਦਗਰਜ਼ ਲੋਕ..!!

Title: Umeed na rakh || true line shayari || Punjabi status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Alfaaz-e-ishq || hindi shayari

Ishq shayari || sad hindi shayari




Bhula de meri manzil || hindi shayari

Bhulã de meri mañzil , le chal mujhe

Asmaãno  ke uñchaãiyon paṛ

Sagãr ke is safar me tu le chal mujhe reth̤ ke sehraoñ paṛ

Koshish̤ tab bhi jari tha Koshish̤ aaj bhi jari hai

Koshish̤oñ ke is alam me , mujhe le chal hausle ke bulañdiyoñ paṛ

Ye na dek ke mai kis ghar se nikal aya hu , Tu kisi roż dekhegã mujhe  meri manziloñ paṛ

Chalta Rahuñ mai is safar me din raat , be hisãb aur besabãr

Tu mera ñaam lega , Mujhko meri manziloñ ki Shaañ paṛ

Kya khoob the  wo safar aur wo safar ke pathaṛ

Mere mehñat ka gawaãhi dene sare taiyar hain is safar ka ek ek paťťa ek ek pathaṛ

Ye badal ye suraj aur ye samañdar jama hoñge mere adalat paṛ

Tu dekhega mujhe isi duniya ke taaj-o-takht paṛ

Milega mañzil mujhe bhi kisi roz

Tu sunega mere ñaam ke charche asmaño par

Bhula de meri mañzil , le chal mujhe

Asmano  ke uñchaaiyon  paṛ

Title: Bhula de meri manzil || hindi shayari