Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ek painter ne kaha || Self love
Ek painter ne kha
Ki tum khud se pyar karte ho
Mene hans kar kha .
Agar me khud se pyar karta to aapko photo kisi or ka kyu deta
Title: Ek painter ne kaha || Self love
Tumhare jane ki zid || sad but true
Waqt ko baaton mein uljhana aata tha humein
Agar zid tumhari jane ki na hoti✨
वक़्त को बातो में उल्ज़ाना आता था हमे
अगर जिद तुम्हारी जाने की न होती✨
