Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Baarish ki pehli boond || ehsas love shayari hindi
Wo baarish ki pehli boond aaj bhi mujhe bhigati h..
Teri aad hmesha mujhe rulati h..
Tere na hone ka ehsaas har pal mujhe stati h…
Meri tnhai mujhe hmesha tere hone ka ehsaas dilati h..
Safar bhaot chhoti thi tere sath .
Par aaj bhi mere raste tujhe hi apna sathi btati h..
Title: Baarish ki pehli boond || ehsas love shayari hindi
Besahara Dil Mera (बेसहारा दिल मेरा) || sad hindi shayari
Sahara na raha koi mera
Yuhi darbadar bhatakta hu
Jinki aankho ka noor tha mai kbhi
Ab unhi nazro me roz khatakta hu… 🍂
सहारा ना रहा कोई मेरा
यूँही दरबदर भटकता हूँ
जिनकी आँखों का नूर था मैं कभी
अब उन्हीं नज़रों मे रोज़ खटकता हूँ।। 🍂
