Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Koi qaza kar oyea hai || hindi love sad shayari
Koi ibadat ki chah mein roya,
Koi ibadat ki rah mein roya
Ajab h namaz-e- muhabbat ka silsila,
Koi qaza kr k roya, koi adaa kr k roya….🖤
Title: Koi qaza kar oyea hai || hindi love sad shayari
Sawal ka jawab || beautiful hindi shayari || two line shayari
Khayal jiska tha mujhe, khayal me mila mujhe
Sawal ka jawab bhi sawal me mila mujhe💔
खयाल जिसका था मुझे, खयाल में मिला मुझे
सवाल का जवाब भी सवाल में ही मिला मुझे💔

