Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Kya likho teri yaado me || Hindi sad and love shayari

ab to dard bhi nahi mere alfaazo me
tu taaro se poochhti hai haal mera
arey wo bhi ro padtey hai mere halaato pe
Uski khoobsurati ke charche || two-line shayari
Uski khoobsurti ke charche aur kaha takk honge,
Vo angdhai le to tare bhi zameen par aane ko raazi hote hain…🍂
उसकी खूबसूरती के चर्चे और कहां तक होंगे,
वो अंगड़ाई ले तो तारे भी जमीं पर आने को राज़ी होते हैं…🍂
