
Enjoy Every Movement of life!

kuch ajeeb sa chal rha hai zindagi ka safar khushiyon ki talash hai magar khud hi se naraaj hain 🍂
Apne dil ki sun afwaho se kaam na le
Mujhe yad rakh beshaq mera naam na le🙏
Tera veham hai ki mai bhula hu tujhe
Meri koi saas nahi jo tera naam na le😍
अपने दिल की सुन अफवाहों से काम न ले
मुझे याद रख बेशक मेरा नाम न ले🙏
तेरा वहम है कि मैं भूला हूँ तुझे
मेरी कोई सांस नहीं जो तेरा नाम न ले😍
