Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
बेवफाई🙂💔 || bewafa shayari
कुछ अलग ही करना है
तो वफ़ा करो मेरे दोस्त,
मज़बूरी का नाम लेकर
बेवफाई तो हर कोई करता है…🙂💔
Kuch alag hi karna hain,
Toh wafa karo mere dost,
Majburi ka naam lekar,
Bewafai toh har koi karta hain…🙂💔
Title: बेवफाई🙂💔 || bewafa shayari
Baarish ki pehli boond || ehsas love shayari hindi
Wo baarish ki pehli boond aaj bhi mujhe bhigati h..
Teri aad hmesha mujhe rulati h..
Tere na hone ka ehsaas har pal mujhe stati h…
Meri tnhai mujhe hmesha tere hone ka ehsaas dilati h..
Safar bhaot chhoti thi tere sath .
Par aaj bhi mere raste tujhe hi apna sathi btati h..

