Skip to content

Unforgettable Love || love punjabi shayari

Tenu bhul jawa iina sasta mera pyaar nhi
Tera bina sachio mera koi dil-daar nhi
Milda hai sukoon menu aaka tera kol ne Badal dewa koi meri iis soch nu aasa Duniya ta koi insaan nhi

– ਹੰਕਾਰੀ 🥀🥀🖤🖤

Title: Unforgettable Love || love punjabi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Unhe pane ki talab || hindi love shayari

Hindi love shayari || beautiful lines || unhe ek nazar dekhna namaz padhne se kam nhi




Tum ab bhi mere dil mein rehti ho kya || love but sad shayari

Tum bhi meri trah ye dard sehti ho kya😶
Tum ab bhi meri ankhon se behti ho kya🤨
Mein ab bas rab ki ibadat karta hu❤️
Tum bhi ab mujhe bewafa kehti ho kya😑
Ye adhi raat mein mere aansu kyu nikal aaye💔
Tum ab bhi mere dil mein rehti ho kya🙃

तुम भी मेरी तरहा ये दर्द सहती हो क्या😶
तुम अब भी मेरी आखों से बहती हो क्या🤨
मैं अब बस रब की इबादत करता हूं❤️
तुम भी अब मुझे बेवफा कहती हो क्या😑
ये आधी रात में मेरे आसूं क्यों निकल आए💔
तुम अब भी मेरे दिल में रहती हो क्या🙃

Title: Tum ab bhi mere dil mein rehti ho kya || love but sad shayari