Skip to content

Urdu Ghazal or Shayari

یہ جو عشق کے مرحلے ہیں ان سے تو ہم کوسوں دور ہی بیٹھے ہیں

تشکیل لفظوں کی دیکھ کر وہ تو ہمیں ہی عاشق مزاج سمجھ بیٹھے ہیں

YEH JO ISHQUE KE MARHALE HAIN IN SE TO HUM KOSON DOOR HI BAITHE HAIN

TASHKEEL LAFZON KI DEKH KAR WO TO HAMAIN HI AASHIQUE MIZAAJ SAMAJH BAITHE HAIN

Title: Urdu Ghazal or Shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Jo ishq karta hai | true lines || hindi shayari

Mila hai husn to is husn ki hifazat kar 
Sambhal kr chal tujhe sara jahaan dekhta hai
Kaneez ho koi ya koi shahzadi ho
Jo ishq krta hai kab khandaan dekhta hai🙌

मिला है हुस्न तो इस हुस्न की हिफाज़त कर
संभल कर चल तुझे सारा ज़हान देखता है
कनीज़ हो कोई या कोई शहज़ादी हो
जो इश्क़ करता है कब खानदान देखता है🙌

Title: Jo ishq karta hai | true lines || hindi shayari


तेरी यादें ❤️ || yaadein hindi shayari

Hindi shayari || yaad shayari || Teri yaadon ne raaton ka chain uda diya....
Teri yaadon ne raaton ka chain uda diya….