Skip to content

Urdu Ghazal or Shayari

KARTE HO JO IS TARHA NAZAKAT SE PARWARISH TUM

PHIR YEH BHI TO SOCHAIN NA

MIL JAAYE JO LOG KAMZARF MUQAABIL MAIN

PHIR KYA BANE GA WAHAAN DUKHTAR KE TUMHARI

کرتے ہو جو اس طرح نزاکت سے پرورش تم

پھر یہ بھی تو سوچیں نا

مل جائیں جو لوگ کم ظرف مقابل میں 

پھر کیا بنے گا وہاں دختر کے تمھاری

Title: Urdu Ghazal or Shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dil mein tu dhadkata || dhadkan shayari || love shayari

Zara bhi farak nahi hu-ba-hu dhadkata hai
Ye dil nahi mere seene me tu dhadakta hai❤

ज़रा भी फर्क नहीं हू-ब-हू धड़कता है
ये दिल नहीं मेरे सीने में तू धड़कता है❤

Title: Dil mein tu dhadkata || dhadkan shayari || love shayari


ZINDGI

ZINDGI TO SABKI EK SI HAI MERE DOST BSS FARAK TO ITNA HAI,

KOI APNE LIYE JEE RAHA,

TO KOI APNO KE LIYE….

Title: ZINDGI