Skip to content

Urdu Ghazal or Shayari || ho jaye gar saamna

ہو جائے گر سامنا سرِ حشر بھائی سے تمھارے

 تب کس طرح ملاؤ گے نظریں

 بیٹھ کر فرصت سے کبھی یہ بھی تو سوچنا

HO JAAYE GAR SAAMNA SAR-E-HASHR BHAI SE TUMHARE

TAB KIS TARHA MILAAO GE NAZRAIN

BAITH KAR FURSAT SE KABHI YEH BHI TO SOCHNA

Title: Urdu Ghazal or Shayari || ho jaye gar saamna

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Bankar fakeer || sad shayari

Bankar fakeer baitha tha jis bewafa ke khatir
Wahi aaye aur bole mursid dua kro mera yaar mil jaye💔

बनकर फकीर बैठा था जिस बेवफा के खातिर
वही आये और बोले मुर्शिद दुआ करो मेरा यार मिल जाये💔

Title: Bankar fakeer || sad shayari


Chai wali shayari || chai lovers || hindi shayari

Hindi shayari || chai lovers || jaage to subah the
Magar nind ab khuli
Chai jo mili
Zindagi mil gyi
jaage to subah the
Magar nind ab khuli
Chai jo mili
Zindagi mil gyi

Title: Chai wali shayari || chai lovers || hindi shayari