Skip to content

Urdu Ghazal or Shayari || SHEHAR-E-khamosha

یہ خوش نصیبی ہے ہماری دیکھ لئے اس شہرِ خموشاں کو تا حیات

فقط یہاں آنے کے لئے لوگ گنواں دیتے ہیں جاں اپنی

YEH KHUSH NASEEBI HAIN HAMARI DEKH LIYE IS SHEHR-E-KHAMOSHA KO TAA HAYAAT

FAQT YAHAA AANE KE LIYE LOG GAWAAN DETE HAIN JAA APNI

Title: Urdu Ghazal or Shayari || SHEHAR-E-khamosha

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Maa-baap || life shayari hindi

किसी के पास सब कुछ हो,
तो जलती है दुनियाँ,
किसी के पास कुछ ना हो,
तो हँसती है दुनियाँ,
लेकिन मेरे पास तो मेरे माँ-बाप है,
जिसके लिए तरसती है दुनियाँ! 

Kisi ke paas sab kuchh ho,
to jalti hai duniyan,
kisi ke paas kuchh na ho,
to hansti hai duniyan,
lekin mere paas to mere maa-baap hai,
jisake lie tarsti hai duniyan!

Title: Maa-baap || life shayari hindi


Adhura Ishq shayari

Ek esa shaksh tha kiske pyar me meee bhi ghayal tha,
Arey tha kyu sunte ho adhuri ishq ki bate,
Tumhe to vahi ishq acha lagta hai jo pura ho,
Lekin vo ishq hi kya jo pura ho….

Title: Adhura Ishq shayari