GUZRE THE MAAZI MAIN JO HAALAAT KHUD PAR KABHI
BE-KHAUF BHULA DETE HAIN WO WAQT LOG TAAREEKH MAIN AAJ KI
گزرے تھے ماضی میں جو حالات خود پر کبھی
بے خوف بھلا دیتے ہیں وہ وقت لوگ تاریخ میں آج ک
GUZRE THE MAAZI MAIN JO HAALAAT KHUD PAR KABHI
BE-KHAUF BHULA DETE HAIN WO WAQT LOG TAAREEKH MAIN AAJ KI
گزرے تھے ماضی میں جو حالات خود پر کبھی
بے خوف بھلا دیتے ہیں وہ وقت لوگ تاریخ میں آج ک
Mohabbat ko juban se baya nahi kar paya kabhi unko
Wo gunge hote to isharo ko samjh jate🤐
मोहोब्बत को ज़ुबान से बयां नही कर पाया कभी उनको
वो गूंगे होते तो इशारों को समझ जाते 🤐
In kitabon mein bhi vo taaleem kaha
Jo teri khoobsurti byan kar sake
Maana tera aanchal maila tha maa, lekin,
Usse mohobbat ki khushboo hamesha aati hai…🥰
इन किताबों में भी वो तालीम कहां
जो तेरी खूबसूरती बयां कर सके,
माना तेरा आंचल मैला था मां, लेकिन,
उससे मुहब्बत की खुशबू हमेशा आती है…🥰