Skip to content

Urdu Ghazal Or Shayari || two line shayari

YEH ISHQUE KE JO MARHALE HAIN IN SE TO HUM KOSON DOOR HI BAITHAIN HAIN
TASHKEEL LAFZON KI DEKH KAR WO TO HAMAIN HI AASHIQUE MIZAAJ SAMAJH BAITHAIN HAIN

یہ عشق کے جو مرحلے ہے ان سے تو ہم کَوسَوں دور ہی بیٹھے ہے
تشکیل لفظوں کی دیکھ کر وہ تو ہمیں ہی عاشق مزاج سمجھ بیٹھے ہے

Title: Urdu Ghazal Or Shayari || two line shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Haseen ehsaas || hindi shayari || love shayari

Lehje mai teri yeh baat hai…
Jaise koi suhani barsat hai…
Tere tarike ke kayal hai sada…
Yeh kya haseen ehsas hai…❤️

लहजे में तेरी यह बात है…
जैसे कोई सुहानी बरसात है…
तेरे तरीके के कायल है सदा
यह क्या हसीन एहसास है…❤️

Title: Haseen ehsaas || hindi shayari || love shayari


Rooh se Talluk || hindi SHAYARI || two LINE SHAYARI

Two line hindi shayari || Ho Talluk to rooh se ho...dil to aksar bhar hi jata hai..🥀
Ho Talluk to rooh se ho…dil to aksar bhar hi jata hai..🥀