Is baat ki hai tumhein takleef
Hum zouq-e-sukhan rakhte hain
Humein to naaz hai taweel
Guftagoo ko hum do misron mein byan karte hain
اس بات کی ہے تمھیں تکلیف ہم ذوقِ سخن رکھتے ہیں
ہمیں تو ناز ہے طویل گفتگو کو ہم دو مصرعوں میں بیاں کرتے ہیں
Enjoy Every Movement of life!
Is baat ki hai tumhein takleef
Hum zouq-e-sukhan rakhte hain
Humein to naaz hai taweel
Guftagoo ko hum do misron mein byan karte hain
اس بات کی ہے تمھیں تکلیف ہم ذوقِ سخن رکھتے ہیں
ہمیں تو ناز ہے طویل گفتگو کو ہم دو مصرعوں میں بیاں کرتے ہیں
Vaah pai gya duniya naal
Masoomiyat hi bhull gya😟..!!
Hassda khed da chehra ikk
Haase vandaunda Rul gya💔..!!
ਵਾਹ ਪੈ ਗਿਆ ਦੁਨੀਆ ਨਾਲ
ਮਾਸੂਮੀਅਤ ਹੀ ਭੁੱਲ ਗਿਆ😟..!!
ਹੱਸਦਾ ਖੇਡਦਾ ਚਿਹਰਾ ਇੱਕ
ਹਾਸੇ ਵੰਡਾਉਂਦਾ ਰੁਲ ਗਿਆ💔..!!
tum guzar jao khareeb se
woh bhi kese mulaqaat se kam nhi
tera diya huya gamm bhi hume kese inam se kam nhi