Skip to content

usakee bewafai ka || Heart broken status hindi

kaise karoon mukadama us par usakee bewafai ka,
kamabakht ye dil bhee usee ka vakeel nikala…

कैसे करूं मुकदमा उस पर उसकी बेवफाई का,
कमबख्त ये दिल भी उसी का वकील निकला…

Title: usakee bewafai ka || Heart broken status hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Waqt || waqt hindi shayari

Ek waqt hi toh hai jo hamesha badal ta hai

Kitna bhi kosish karlo rukta nahi hai

Yeh kisika nahi hai gulam

Chhin ne pe aajaye toh le jaata hai sukh,chain aur aaram

Sab iske ishare par chalte hain

Jin hone manaa kiya woh jalte hain

Ye waqt kuch chhin ta hai,toh wapas bahut kuch deta hai

Jeene ka,hasne ka,pyaar karne ka phir se ek mauka deta hai

Khusiyon ki shaugaat,lamho ki baarat deta hai

Tute hue dil ke zakham ko marham deta hai

Aur pyaar karne waalon ko milne ka ek haseen mulaqaat deta hai

Title: Waqt || waqt hindi shayari


Yaari dosti 2 line status || punjabi shayari on dost

Aapne dost lai jaan waarni eni mushkil nai
par mushkil ae ajehe dost nu labhna jis te jaan vaari jaa sake

ਅਾਪਣੇ ਦੋਸਤ ਲੲੀ ਜਾਨ ਵਾਰਨੀ ੲੇਨੀ ਮੁਸ਼ਕਿਲ ਨੲੀ..👬
ਪਰ ਮੁਸ਼ਕਿਲ ਅੈ ਅਜਿਹੇ ਦੋਸਤ ਨੂੰ ਲੱਭਣਾ 🤔 ਜਿਸ ਤੇ ਜਾਨ ਵਾਰੀ ਜਾ ਸਕੇ…🙂

Title: Yaari dosti 2 line status || punjabi shayari on dost