Skip to content

Uske dil mein || two line Hindi shayari

Uske dil mein mera ek thikana
Ye dil ko khush rakhne ka hai ascha bahana😁

उसके दिल में मेरा एक ठिकाना
ये दिल को खुश रखने का है अच्छा बहाना😁

Title: Uske dil mein || two line Hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dard, ek ehsas || hindi dard ki shayari

Dard do dilon ka raasta hota hai,
Kise rishte ka mohtaj nahi.
Dard do dildaron ki masoomiyat batata hai,
Kisi raees ki pehchan nahi.
Dard ko thodi hamdardi chahiye,
Dard ko choti tasalli chahiye,
Kisi kagaz ki mohar nahi.
Halki si thandi hawaein mangta hai,
Sath hone ka ehsas mangta hai,
Kisi khazane ki chamak nahi.

Title: Dard, ek ehsas || hindi dard ki shayari


Naseeb nal💯 || sad but true || Punjabi shayari

ਕਿਸੇ ਦੀ 🤔ਯਾਦ ਵਿੱਚ 🥺ਉਦਾਸ ਨਾ ਹੋਵੋ “ਦੋਸਤੋ‌‌ ਲੋਕ 🤲ਨਸੀਬਾਂ ਨਾਲ ਮਿਲਦੇ ਨੇ 😔ਉਦਾਸੀਆਂ ਨਾਲ ਨਈ 💯💯……

Kise de🤔 yaad vich🥺 udas na hovo “dosto lok🤲 nasib nal milde ne😔 udasiyan nall nahi💯💯…

Title: Naseeb nal💯 || sad but true || Punjabi shayari