Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Muskurahat ke piche dard || sad hindi shayari
Ab hmare dard ansu bankar nahi baha karte
Ab vo muskurahton ke piche 🙂🙂chupe huye hote hain .
अब हमारे दर्द आंसू बनकर नही बहा करते..
अब वो मुस्कुरहाटो के पीछे 🙂🙂छुपे हुए होते है।।
Title: Muskurahat ke piche dard || sad hindi shayari
Safar aur manzil || two line hindi shayari
Safar bnao aisa ke manzile bhi khud kahe
Ke musafir aise hone chahiye..🤞
सफर बनाओ ऐसा के मंज़िलें भी खुद कहें
के मुसाफिर ऐसे होने चाहिए..🤞
