Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Nazre se nazre
“ Ek waqt tha jab unke nazron se nazare nahi hatti thi,
or aaj ek waqt hai unke nazrie hi nahi dikhti.”
Title: Nazre se nazre
Laga nahi tha iss duniya mai aana padega || Hindi shayari
Laga nahi tha iss duniya mai aana padega
Kuch paane k liye kuch khona padega
Manzil ek hone k bavajud rasta alag lena padega
Har ek sapne ki kimat kuch dekar chukana padega
Hum nahi jante aage hamare sath kya hoga
Bas aapka pyar saat samundar par le jayega💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖
