Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
CHAND MERA NARAZ HAI || Very Cute but Sad Watsapp Video Status
Cute and Sad Whatsapp video Status Download
Nahi haal mera kabhi poocha tumne
na khud ka haal kabhi kehte ho
kyu mere janeman mujhse
yun khafa khafa tum rehte ho
song: chand mera naraz by tony kakkar
Title: CHAND MERA NARAZ HAI || Very Cute but Sad Watsapp Video Status
Yaad karte hain || love hindi shayari
Tujhe har roz yaad karte hai
Teri tasveer se har roz baat karte hai
Tu khush hai dukhi hai is baat ka bhi pata nahi
Par teri khushi ke liye har roz fariyaad karte hai😊
तुझे हर रोज याद करते है
तेरी तस्वीर से हर रोज बात करते है
तू खुश है दुखी है इस बात का भी पता नहीं
पर तेरी खुशी के लिए हर रोज फरयाद करते है😊
