Skip to content

vo jaan gaya hamen dard || Dard Hindi Status 2 Lines

vo jaan gaya hamen dard mein bhee muskuraane kee aadat hai,
isalie vo roz naya duhkh deta hai meree khushee ke lie.

वो जान गया हमें दर्द में भी मुस्कुराने की आदत है,
इसलिए वो रोज़ नया दुःख देता है मेरी ख़ुशी के लिए.

Title: vo jaan gaya hamen dard || Dard Hindi Status 2 Lines

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Khuda hi khafa hai

Pane ki usko mangi mannat har dafa hai ya to meri ibaadat me kami hai ya mera khuda hi khafa hai

पाने की उसको मांगी मन्नत हर दफा है या तो मेरी ईबादत में कमी है या मेरा खुदा ही खफा है

Title: Khuda hi khafa hai


Shayaro ki mehfil m bhi mera Naam hai….

Tu chhd ke gayi hai,

Kitno ki luti sham hai.

Jane kitno ke dil tode hai,

Tera yhi to ek Kaam hai.

Kehti thi kamyab na hoga kabhi;

Mere ishq ka imtihan lete the sabhi.

Arey ek dafa Nazar ghumake dekh meri jaan,

Ab to shayaro ki mehfil m bhi mera Naam hai….

Hiral Singh

Title: Shayaro ki mehfil m bhi mera Naam hai….